Sunday, 19 April 2026

Rojaa Jaaneman... | AR Rahman | kukslyrics

Film 📽: Roja
Music 🎼 : A R Rahman
Lyrics ✍ : 
 Singer 🎤:

Rojaa Jaaneman...
Tu Hee Meraa Dil...
Thujh Bin Tharse Nainaa...
Dilse Na Jaathee Hey...
Yaadem Tumaaree...
Kaise Tum Bin...Jeenaa...
Aankho Mein Tuu Hey...
Aarsuu Mein Tuu Hey...
Aankhey Badh Karluu...Tho-
Mann Mein Bhee Tu Hey...
Khwaabo Me Tuu...
Saanso Me Tuu...Ro.....Ja.

Rojaa Jaaneman...
Tu Hee Meraa Dil...
Thujh Bin Tarse Nainaa...

Lalalalalala Lalalaalala Laalaalaa...
Lalalalalala Lalalaalaa Laalaalaa...
Lalalalaalalaa Lala Lalalalalaalalaa...
Lalalalaalalaa Lala Lalalalalaalalaa...

Chuuke Yoon Chalee Hawaa...
Jaise Chuu Gaye Ho Tum...
Phool Jo Khile They Woh...
Shool Ben Gaye Hai Kyon...
Jee Rehaa Hu Issliye......
Dil Me Pyaar Hai Teraa...
Zulm Sah Rehaa Hai Kyon...
Inthezaar Hai Teraa...
Tumse Mile Binaa...
Jaan Bhi Na Jaayegee...
Kayamat Se Pehle...
Saamne Tu Aayegee...
Kaha Hai Tuu...
Kaisi Hai Tuu....Ro.....Jaa.


Rojaa Jaaneman...
Tu Hee Meraa Dil...
Thujh Bin Tarse Nainaa...
Aankho Mein Tu Hey...
Aarsu Mein Tu Hey...
Aankhe Bandh Karluu...Tho-
Mann Mein Bhi Tu Hey...
Khwaabo Mein Tu...
Saaso Mein Tu...Ro.....Ja.


Aaaaaa.....
Aaaaaa.....
Aaaaaa.....
Aaaaaa.....


Thandi Thandi Ye Hawaa...
Teraa Kaam Kya Yehaa...
Meet Nahi Paas Mein...
Chaandni Tu Lout Jaa...
Phool Kyon Khile Ho Tum...
Zulf Nahi Woh Yehaan...
Jhooke Jhooke Aasmaan ...
Meri Hasee Naa Udaa...
Pyaar Ke Bina Meri...
Zindagi Udaas Hai...
Koyi Nahi Hai Meraa...
Sirf Teri Aas Hai...
Khwaabo Me Tu...
Saaso me Tu...Ro.....Ja.


Rojaa Jaaneman...
Tu Hee Meraa Dil...
Thujh Bin Tarse Nainaa...
Aankho Mein Tu Hey...
Aarsuu Mein Tu Hey...
Aankhe Bandh Karluu...Tho-
Mann Mein Bhi Tu Hey...
Khwaabo Mein Tu...
Saaso Mein Tu...Ro.....Ja.

No comments:

Post a Comment