Thursday, 23 April 2026

Khwaja mere khwaja | Jodha Akbar | kukslyrics


Film 📽: Jodha Akbar 
Music 🎼 : AR Rahman
Lyrics ✍ :
Singer 🎤: AR Rahman

Khwaja ji iiii…. khwaja
Khwaja jiiiii, khwaja
jiiiiii , khwaja jiii


Ya garib nawaz
Ya garib nawaz
Ya garib nawaz
Ya moinuddin
Ya moinuddin
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji —- (4)


Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara

Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara

Khwaja mere khwaja

Dil mein sama ja — (2)

Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari —- (2)

Khwaja mere khwaja


aaa…

Tere darbar mein khwaja
Door toh hai dekha


aaaa…


Tere darbar mein khwaja
Sar jhuka te hai auliya
Tu hai unalwali khwaja
Rutba hai pyara
Chahne se tujhko khwaja
ji mustafa ko paya

Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu

Ali ka dulara

Mere peer ka sadka

Mere peer ka sadka aaaaa…..

Hai mere peer ka sadka
Tera daman hai thama

Khawajajiii

Tali har bala humari
Chaya hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak
Toh kam hai ae mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma
nahi chodna gawara

Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara


Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara

Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja }x 2


Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari }x2


Khwaja ji khwaja ji….

No comments:

Post a Comment