Music 🎼 : RD Burman
Lyrics ✍ : Anand Bakshi
Singer 🎤: Amitabh Bachchan, Asha Bhosle and Sharad Kumar
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa
Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa
Dil Ki Baaton Ka Matlab Na Poocho
Kuch Aur Humase Bas Ab Na Poocho
Jiske Liye Hai Duniya Deewaani,
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Hai Javaani
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa..
Ye Kashtiwaala Kya Gaa Raha Hai
Koi Ise Bhi Yaad Aa Raha Hai,
Ye Kashtiwaala Kyaa Gaa Rahaa Hai
Koi Ise Bhi Yaad Aa Raha Hai.
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa
Kisse Puraanee Yaade Puraanii
Yaa Hain Mohabbat Yaa Hain Jawaani.
Is Zindagi Ke Din Kitne Kum Hai
Kitni Hai Khushiyaan Aur Kitne Gham Hai
Is Zindagi Ke Din Kitne Kam Hai
Kitni Hai Kushiyaan Aur Kitne Gham Hai
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa
Lag Jaa Gale Se Rut Hai Suhaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa.......
No comments:
Post a Comment