Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaari khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya julam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Aayi aayi door se dekho dekho
dilruba aisi aisi turuturutu
Khaayi khaayi bezubaan dil ne dil ne
chot yeh kaisi
Arre woh, haan haan, mili nazar
Arre yeh, haan haan, huwa asar
Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, oho
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaari khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya julam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, oho
Dil yeh dil ye pyaar mein kaise kaise
Khota hai dekho dekho, aha aha aha aha
Kaatil kaatil jaan-e-man kaise kaise
Hota hai dekhoo
Arre woh, haan haan, mila sanam
Arre yeh, haan haan, huwa sitam
Woh dushman-e-jaana dildaar ho gaya
Sayaad ko bulbul se pyaar ho gayaa
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaari khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya julam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh.
No comments:
Post a Comment