Wednesday, 27 May 2026

Asha Bhosle Medley : Abhi na jaao chhod kar | Kajra muhabbat Wala | Piyaa tooo ab to aa jaa | Dam maaro dam

10 minutes

Is Zindagi Ke Din Kitne Kum Hai
Kitni Hai Khushiyaan Aur Kitne Gham Hai
Is Zindagi Ke Din Kitne Kam Hai
Kitni Hai Kushiyaan Aur Kitne Gham Hai
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa

Lag Jaa Gale Se Rut Hai Suhaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Laaa…Laaaaa..Laa..Laaa..Laaaaa.......

_______________________________

[M]-Abhi na jaao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahin....

Abhi na jaao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahin
<<<<Music>>>>>>>
Abhi abhi to aayi ho
Abhi abhi to
<<<<Music>>>>
Abhi abhi to aayi ho
Bahaar ban ke chaayi ho
Hawa zara mahek to le
Nazar zara bahek to le
Ye shaam dhal to le zara
<<<<Music>>>>

Ye shaam dhal to le zara
Ye dil sambhal to le zara
Main thodi der jee to loon
Nashe ke ghoont pee to loon
Nashe ke ghoont pee to loon
Abhi to kuch kaha nahin
Abhi to kuch suna nahin
Abhi na jaao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahin
<<<<<<<INTERLUDE>>>>>
[F]-Sitaare jhilmila uthe
<<<<Music>>>>
Sitaare jhilmilaa uthe
Charag jagmagaa uthe
Bas ab na mujhko tokna
<<<<Music>>>>

Bas ab na mujhko tokna
Na badh ke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi
To jaa na paungi kabhi
Yahi kahoge tum sada
Ke dil abhi nahi bhara
Jo khatam ho kisi jagah
Ye aisa silsila nahi
[M]-Abhi nahin abhi nahin
[F]-Nahin nahin nahin nahin
[M]-Abhi na jaao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahin

______________________________

Kajra muhabbat Wala
Ankhiyon Mein Aisa Daala
Kajre ne leli Meri Jaan
Haye Re Main tere Kurbaan

Duniya Hain Mere Peeche
Lekin Main Tere Peechhe
Apna bana le meri jaan
Haye re main tere kurbaan

Kajra Muhabbat Wala
Ankhiyon Meina Aisa Daala
Kajre ne leli Meri Jaan
Haye Re Main tere Kurbaan

interlude

Aayi ho kahan se Gori
Aankhon mein pyar leke
Aayi Ho kahan Se Gori
Aakhon mein pyar Leke
Chadti jawani ki yeh
Pehli bahar leke

Dilli shehar ka saara
Meena Bazar leke
Dilli shehar ka saara
Meena baazar leke

Jhumka bareily wala
kaano mein aisa dala
Jhumke ne leli meri Jaan
Haaye re main tere Kurbaan

Duniya Hain Mere Peeche
Lekin Main Tere Peechhe
Apna banale meri jaan
Haye re main tere kurbaan

_______________________

Pyaase pyaase in mere labo ke liye
Tere hotho ne hazaar waade kiye
Bhoolne waale koi jiye to kaise jiye
Are haa are haa are haa haa

Pyaase pyaase in mere labo ke liye
Tere hotho ne hazaar waade kiye
Bhoolne waale koi jiye to kaise jiye
Are haa are haa are haa haa
Laa laa la laa laa la laa
laa la laa laa la laa aa aa

Piyaa tooo ab to aa jaa
Shola sa man daheke aa ke bujhaa jaa
Tan ki jwaala thandi ho jaay
Aise gale laga jaa
Ah ha hah haha
Ah ha hah haha
Ah ha hah haha
Ah ha hah haha

Monikaa, o my darling
Monikaa, o my darling

__________________________

Duniya ne humko diya kya,
Duniya se humne liya kya
Hum sab ki parwah kare kyu,
Sab ne hamaara kiya kya

Duniya ne humko diya kya,
Duniya se humne liya kya
Hum sab ki parwah kare kyu,
Sab ne hamaara kiya kya

Aah, aah, aah, aah
Aah, aah, aah, aah

Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram

Hare krishna, hare ram
Hare krishna, hare ram


Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram

Hare krishna, hare ram
Hare krishna, hare ram
Hare krishna, hare ram



No comments:

Post a Comment